Tuesday, March 15, 2005

HEY MAULA !

preface
“God’s you always been with me, I Know it” said he “I always see two sets of steps while walking. But my lord, in my bad times... when I needed you the most; you left too me” he complained. “How can you say that” asked God. “In my bad times there’s was only one set of steps on the rough path that life offered me” God Said “My child…, while in trouble I lifted you in my arms, so its easier for you to go through the rough path”

HEY MAULA !

ek-baar to nazar-e-karam kar hum par bhi
rah takte hai barsoon se
is rah par karam kar ab bhi
diya tune sab-kuch sabko
de ek muthi bhar hume bhi

intezaar mein beet gaye kitne barsoon
ab na kar humse kal-parsoon
na keh abhi thoda aur tarasoo
sawan teri rehmat ka ab-toh baraso

jante hain saath ho har-dam humare
kehte hai yeh tere sab ishaare
saath hai toh ab daras dikha
na tu humko ab yuh tadpa

bas ek-nazar teri jo mil jaye
teri bahoon mein kho jaye
yeh safar-e-zindgi bismil ho jaye
maksad jine ka mukammal ho jaye

No comments: