Tuesday, September 30, 2008

Duad

“yeh shehar hai ek daud sa, Bhagta sa jaata hai… ,
Iski en galiyoon mein .. na koi soota na jagta hai.
Kaafile se subah yahan., bazaar si dopahari hai,
Shaam hui tanha yahan, naa jind na zindagi hai.”

Jaagi Ratoon Mein... Tere Saath

“Kya kahoon tujhe ki.., abhi nadaan hai tu,
Meri mushkil, meri Ul-jhan se anjaan hai tu,
Kya kahoon tujhe ki.. na fark tumjhe na mujh mein,
Ekhi hai jo behta hai teri aur meri ragoon’ mein.,
Phir kyon yeh darr hai, meri dhar-kanon mein.,
Sochta hoon karu..tere liye kya kuch.,
es aaj ke liye.. !
ya kal ke liye .. aaj kuch..!
sochte sochte yeh raat bhi chal chali..,
intezaar mein teri ek meethi si hansi,
sochte dekhte tujhe sochta hoon kabhi,
salamat rahe teri chain sukh ki zindagi.
Jaana hai kal mujhe karne salamat..,
Tera mera.. kal- parsoon ka muquaddar.,
Muskaan rahe aur barsson sukoon.
Susta kar zapak lu palkeen kuch der.,
Jaana hai subah kal .. aur kuch duur.”